Aloe vera ke fayde ( एलो वेरा के फायदे )
Aloe vera ke fayde |
Hello friends,
Aaj Mai Apko Aloe vera ke fayde ke bare me bataunga. Aloe vera to sabke ghare me paya jata hai. Lekin Eska upyog kaise aur kis tarah Kiya jata hai ye koi nahi jannta .aaj main aapko Aloe vera ke sare fayde ke bare Mai Apko bataunga. Aloe vera mein Anek prakar ki vitamin paya jata jaise -
Enzyme, Minerals, Sugar Amino acid, aadhi Paya jata hai jo ki hamare pure sharir ke liye kafi gadkari hota hai aloe vera Mai aur vitamin's hai joki hamare hair ke liye skin ke aur , pet ke sambandhit sabhi bimariyon ke liye yeh kafi achha Mana jata hai. Doston mein aap ko bata do ki Mai main iska upyog khud karta Hoon Mere chehre mein main ruka par rehta tha main aloe vera ka istemal Kiya kafi acha result aaya aur meri salha hai aap iska upyog kijiye .
Aloe vera ke fayde |
Aloe vera hamare a blood circulation ke aster ko banaye rakhta hai jisse ki jodo ki kisi prakar ka dard Na Rahe.
Aloe vera ke Anek fayde ( एलो वेरा के अनेक फायदे )
Aloe vera ke fayde
Jodo ka dard, chehre ka sawlapan, tuccha ki kharabi, muhasa, rukhi skin, dhup mein jhulsi tuccha. Jhuriyan, chehre par daag dhabbe, aankhon ke Kale ghere, hotho ka fatna, aadi.me Labhdayak hai
Aloe vera ka beach wala bhag ko 1 month balo ke jad mein lagane se baal majboot Kale ghane lambe hote Hain. Meri guarantee . Aur mere balon ko alagi sine deta hai.
Aloe vera k kantedar pattiyon ko Kat kar kanta nikal aur beach wala bhaag mein se a Ras nikalne .
2-3 chammach Ras subah Khali pet lene se body me energy bani rahti hai
Aur hamara sharir chusti - furti bani rahti hai.
Aloe vera ke fayde
Kahin Ghar Mere sharir mein chot lag jaaye cut Jaye a jal Jaye a andruni chot on ke liye aloe vera bahut fayde mand hai kyunki esmen Antie Bacteria aur anti fungal. Paya jata hai.Aloe vera ke ras ko nikal kar mehandi me mix karke balo me lagane se Bal chamkhil. Sine darr ho jata hai tu ishq ka istemal jarur karna friends.
Aaj kal saundarya nikhar ke liye herbal cosmetic product Bazaar mein available hai aloe vera gel body lotion, hair gel, shampoo,
facial foam, beauty cream, hair spray, me beauty parlour aneko products ka istemal Kiya jata hai.
Aloe Vera gel ko body mein lagane se machhar se hamein safe rakhta hai.
Agar aapko yeh jankari pasand aayi ho to jarur batana comment me. like aur share bhi karna . Aur aisi jankari ke liye hum se Jude Rahe.
Post a Comment